Search Naats

Zuban pe sirf hain, Daawe misaal koi nahi

Zuban pe sirf hain, Daawe misaal koi nahi
Dayaar-e-ishq-e-nabi men Bilal men koi nahi

Zuban mahwe sana hai gumbade khazra ke saaye men

Zuban mahwe sana hai gumbade khazra ke saaye men
Muaddab iltija hai gumbade khazra ke saaye men

Zuban jo di hai tujhe, Zikr-e-Mustafa ke liye

Zuban jo di hai tujhe, Zikr-e-Mustafa ke liye
Ab isse kaam na le, aur kuchh khuda ke liye

Zahe muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya, payam aaya

Zahe muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya, payam aaya
Jhukao nazren, bichao palken, Adab ka Aala maqam aaya

Ye bade zarf ke marhale hain, motariz kyun mera nuktacheen hai

Ye bade zarf ke marhale hain, motariz kyun mera nuktacheen hai
Ishq-e-shah-e-madeena ka daawa, har bashar ko munasib nahi hai

Ya wajeeh-ad deeni wal karami

Ya wajeeh-ad deeni wal karami

Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga de

Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga de
Aankhen mujhe di hain to madeena bhi dikha de

Ya nabi ya nabi ya nabi, Ya nabi ya nabi ya nabi

Ya nabi ya nabi ya nabi, Ya nabi ya nabi ya nabi
App shah-e-umam Aap khairul wara,
Aap sartaj-e-pighambran-e-Khuda

Wo utha khak-e-batha se, saadat ka amin hokar

Wo utha khak-e-batha se, saadat ka amin hokar
Alam bardar-e-Haq bankar, Sipahsalar-e-deen hokar

Wo nabiyon men rahmat laqab paane waala, Usi se hai islam ka bol bala

Wo nabiyon men rahmat laqab paane waala, Usi se hai islam ka bol bala
Wo sar chashma-e-noor bath-e-nabi hai, wohi mashal-e-raah-e anmol yaqeen hai