Search Naats

Zuban pe sirf hain, Daawe misaal koi nahi

Zuban pe sirf hain, Daawe misaal koi nahi
Dayaar-e-ishq-e-nabi men Bilal men koi nahi

Zuban mahwe sana hai gumbade khazra ke saaye men

Zuban mahwe sana hai gumbade khazra ke saaye men
Muaddab iltija hai gumbade khazra ke saaye men

Zuban jo di hai tujhe, Zikr-e-Mustafa ke liye

Zuban jo di hai tujhe, Zikr-e-Mustafa ke liye
Ab isse kaam na le, aur kuchh khuda ke liye

Zahe muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya, payam aaya

Zahe muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya, payam aaya
Jhukao nazren, bichao palken, Adab ka Aala maqam aaya

Ye bade zarf ke marhale hain, motariz kyun mera nuktacheen hai

Ye bade zarf ke marhale hain, motariz kyun mera nuktacheen hai
Ishq-e-shah-e-madeena ka daawa, har bashar ko munasib nahi hai

Ya wajeeh-ad deeni wal karami

Ya wajeeh-ad deeni wal karami

Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga de

Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga de
Aankhen mujhe di hain to madeena bhi dikha de

Ya nabi ya nabi ya nabi, Ya nabi ya nabi ya nabi

Ya nabi ya nabi ya nabi, Ya nabi ya nabi ya nabi
App shah-e-umam Aap khairul wara,
Aap sartaj-e-pighambran-e-Khuda

Wo utha khak-e-batha se, saadat ka amin hokar

Wo utha khak-e-batha se, saadat ka amin hokar
Alam bardar-e-Haq bankar, Sipahsalar-e-deen hokar

Wo nabiyon men rahmat laqab paane waala, Usi se hai islam ka bol bala

Wo nabiyon men rahmat laqab paane waala, Usi se hai islam ka bol bala
Wo sar chashma-e-noor bath-e-nabi hai, wohi mashal-e-raah-e anmol yaqeen hai

Wa sall-Allah ala noorin

Wa sall-Allah ala noorin

Unki nazar men jabse main hoon, Ranj nahi, Aalam nahi

Unki nazar men jabse main hoon, Ranj nahi, Aalam nahi
Meri nazar men isse badhkar, aur koi inaam nahi.

Tera karam jo Shah-e-Zeewaqar ho jaye

Tera karam jo Shah-e-Zeewaqar ho jaye
Gada-e-Khak nashin tajdaar ho jaye

Tala al Badru Alaina - Arabic Naat

Tala al Badru Alaina

Soz-e-Dil chahiye, chashm-e-nam chahiye aur shauq-e-talab motabar chahiye

Soz-e-Dil chahiye, chashm-e-nam chahiye aur shauq-e-talab motabar chahiye
Ho mayassar madeene ki galiyan agar, aankh kafi nahi hai, nazar chahiye

Huzoor aisa koi intezaam ho jaye, Salam ke liye hazir ghulam ho jaye

Huzoor aisa koi intezaam ho jaye,
Salam ke liye hazir ghulam ho jaye

Ya wajihad deeni wal karami-Nabiun Nabi

Ya wajihad deeni wal karami-Nabiun Nabiun Nabiun Nabi

Na kahin se door hain manzilen, na koi qareeb ki baat hai

Na kahin se door hain manzilen, na koi qareeb ki baat hai
Jise chahe usko nawaz de, Ye dar-e-Habib ki baat hai

Midhat uski kyun na karen wo, Midhat ka haqdaar bhi hai

Midhat uski kyun na karen wo, Midhat ka haqdaar bhi hai
Baad-e-Khuda jo apni hadon men, Malik bhi mukhtar bhia hai

Mere wird-e-lab hai nabi nabi, Mera dil maqam-e-Habib hai

Mere wird-e-lab hai nabi nabi, Mera dil maqam-e-Habib hai
Main mareez-e- ishq-e-Rasool hun, wo habib mera tabeeb hai